ये सिलसिला है प्यार का ये चलता रहेगा
कैसे कहूं के दिल को तेरी जुस्तजू नहीं
ये और बात है के मेरी किस्मत में तू नहीं
ये सिलसिला है प्यार का ये चलता रहेगा
तुझे देख के दिल मचलता रहेगा
ये सिलसिला है …
शायद हवा ना चलेगी फूलों में भी खुश्बू न होगी
तुझे चाहूंगी मैं तुझे पाऊंगी मैं
ये मेरी तमन्ना तुझे नहीं पता
ये सिलसिला है …
क्या है मुहब्बत का जादू होती है क्या बेकरारी
ये अब जाना मैने ये अब समझा मैने
कहीं चैन आए ना अब तेरे बिना
ये सिलसिला है …
kaise kahūṅ ke dil ko terī justjū nahīṅ
ye aur bāt hai ke merī kismat meṅ tū nahīṅ
ye silsilā hai pyār kā ye chaltā rahegā
tujhe dekh ke dil machaltā rahegā
ye silsilā hai …
śhāyad havā nā chalegī phūloṅ meṅ bhī khuśhbū na hogī
tujhe chāhūṅgī maiṅ tujhe pāūṅgī maiṅ
ye merī tamannā tujhe nahīṅ patā
ye silsilā hai …
kyā hai muhabbat kā jādū hotī hai kyā bekrārī
ye ab jānā maine ye ab samjhā maine
kahīṅ chain āe nā ab tere binā
ye silsilā hai …