ये शमा तो जली रोशनी के लिए
इस शमा से कहीं आग लग जाए तो ये शमा क्या करे ?
ये हवा तो चली सांस ले हर कोई
घर किसी का उजड़ जाए आँधी में तो ये हवा क्या करे ?
चलके पूरब से ठंडी हवा आ गई
उठके परबत से काली घटा छा गई
ये घटा तो उठी प्यास सब की बुझे
आशियाँ पे किसी के गिरी बिजलियाँ तो ये घटा क्या करे ?
पूछता हूँ मैं सब से कोई दे जव़ाब
नाखुदा की भला क्या खता है जनाब
नाखुदा लेके साहिल के जानिब चला
डूब जाए सफीना जो मझधार में तो नाखुदा क्या करे ?
वो जो उलझन सी तेरे खयालों में है
वो इशारा भी मेरे सवालों में है
ये निग़ाह तो मिली देखने के लिए
पर कहीं ये नजर धोखा खा जाए तो, तो ये निग़ाह क्या करे ?
ये शमा तो जली रोशनी के लिये
Work
Year
Language
ye śhamā to jalī rośhnī ke lie
is śhamā se kahīṅ āg lag jāe to ye śhamā kyā kare ?
ye havā to chalī sāṅs le har koī
ghar kisī kā ujaṛ jāe āṇdhī meṅ to ye havā kyā kare ?
chalke pūrab se ṭhaṅḍī havā ā gaī
uṭhke parbat se kālī ghaṭā chhā gaī
ye ghaṭā to uṭhī pyās sab kī bujhe
āśhiyāṇ pe kisī ke girī bijliyāṇ to ye ghaṭā kyā kare ?
pūchhtā hūṇ maiṅ sab se koī de jav़āb
nākhudā kī bhalā kyā khatā hai janāb
nākhudā leke sāhil ke jānib chalā
ḍūb jāe saphīnā jo majhdhār meṅ to nākhudā kyā kare ?
vo jo uljhan sī tere khayāloṅ meṅ hai
vo iśhārā bhī mere savāloṅ meṅ hai
ye niġhāh to milī dekhne ke lie
par kahīṅ ye najar dhokhā khā jāe to, to ye niġhāh kyā kare ?