ये शहर बड़ा अलबेला ... सिंगापुर्
मु: ये शहर बड़ा अलबेला हर तरफ़ हसीनों का मेला
पर और भी है कुछ आगे तू चला चल अकेला
को: सिंगापुर -3
मु: जवाँ शहर दिलवालों का हमारे जैसे मतवालों का
गले मिले सब यहाँ पे आकर नहीं भेद गोरे-कालों का
को: नियुम्मा
मु: ये शहर बड़ा …
को: सिंगापुर -3
मु: यु मुस्कराती नटखट गुड़ियाँ यह हुस्न वाली मीठी छुरियाँ
ज़रा देर को सब चकराएँ कहाँ से आईं इतनी परियाँ
को: नमस्ते
मु: ये शहर बड़ा …
को: सिंगापुर -3
मु: जिधर से गुज़रे हम मस्ती में बहार आई उस बस्ती में
चलें प्यार के नग़में गाते है घर किसी दिल की दिल्ली में
को: नियुम्मा
मु: ये शहर बड़ा …
को: सिंगापुर -3
mu: ye śhahar baṛā albelā har taraf hasīnoṅ kā melā
par aur bhī hai kuchh āge tū chalā chal akelā
ko: siṅgāpur -3
mu: javāṇ śhahar dilvāloṅ kā hamāre jaise matvāloṅ kā
gale mile sab yahāṇ pe ākar nahīṅ bhed gore-kāloṅ kā
ko: niyummā
mu: ye śhahar baṛā …
ko: siṅgāpur -3
mu: yu muskrātī naṭkhaṭ guṛiyāṇ yah husn vālī mīṭhī chhuriyāṇ
zarā der ko sab chakrāeṇ kahāṇ se āīṅ itnī pariyāṇ
ko: namaste
mu: ye śhahar baṛā …
ko: siṅgāpur -3
mu: jidhar se guzre ham mastī meṅ bahār āī us bastī meṅ
chaleṅ pyār ke naġhmeṅ gāte hai ghar kisī dil kī dillī meṅ
ko: niyummā
mu: ye śhahar baṛā …
ko: siṅgāpur -3