ये समां ये नज़ारे खो गए हैं
ये समां ये नज़ारे खो गए हैं
हम कसम से तुम्हारे हो गए हैं
रहता है दिल जाने कहां
बेताब से हम हैं यहां
ज़ुबां पे इन लबों पे बस तेरा नाम है
बेगाने इस जहां मीं क्या हमें काम है
ये समां ये नज़ारे …
अजी तुमसे जबसे मुहब्बत हुई हमारी अजब सी ये हालत हुई
तुमने खता की दिल लूटने की तुमको मिली है इसकी सज़ा
ये समां ये नज़ारे …
दुआ में तुम्हें मांगना आ गया हमें रात भर जागना आ गया
सच कह रहे हैं दर्द-ए-जिगर का होता है दिलबर अपना मज़ा
ये समां ये नज़ारे …
हमें बाज़ुओं में छुपा लो सनम ये चाहत है कैसी बताओ सनम
डर लग रहा है मदहोशियों में हम कर न बैठें कोई खता
ये समां ये नज़ारे …
ye samāṅ ye nazāre kho gae haiṅ
ham kasam se tumhāre ho gae haiṅ
rahtā hai dil jāne kahāṅ
betāb se ham haiṅ yahāṅ
zubāṅ pe in laboṅ pe bas terā nām hai
begāne is jahāṅ mīṅ kyā hameṅ kām hai
ye samāṅ ye nazāre …
ajī tumse jabse muhabbat huī hamārī ajab sī ye hālat huī
tumne khatā kī dil lūṭne kī tumko milī hai iskī sazā
ye samāṅ ye nazāre …
duā meṅ tumheṅ māṅgnā ā gayā hameṅ rāt bhar jāgnā ā gayā
sach kah rahe haiṅ dard-e-jigar kā hotā hai dilbar apnā mazā
ye samāṅ ye nazāre …
hameṅ bāzuoṅ meṅ chhupā lo sanam ye chāhat hai kaisī batāo sanam
ḍar lag rahā hai madhośhiyoṅ meṅ ham kar na baiṭheṅ koī khatā
ye samāṅ ye nazāre …