ये समा, समा है ये प्यार का
ये समा
समा है ये प्यार का
किसी के इंतज़ार का
दिल ना चुराले कहीं मेरा
मौसम बहार का
ये समा…
बसने लगे आँखों में
कुछ ऐसे सपने
कोई बुलाए जैसे
नैनों से अपने - (2)
ये समा…
मिलके खयालों में ही
अपने बलम से
नींद गंवाँई अपनी
मैंने क़सम से - (2)
ये समा…
ye samā
samā hai ye pyār kā
kisī ke iṅtazār kā
dil nā churāle kahīṅ merā
mausam bahār kā
ye samā…
basne lage āṇkhoṅ meṅ
kuchh aise sapne
koī bulāe jaise
nainoṅ se apne - (2)
ye samā…
milke khayāloṅ meṅ hī
apne balam se
nīṅd gaṅvāṇī apnī
maiṅne qasam se - (2)
ye samā…