Ye raaten ye mausam ye hnsnaa hnsaanaa

ये रातें ये मौसम ये हँसना हँसाना
Work
Language

ये रातें (slow)
ये रातें ये मौसम ये हँसना हँसाना, ये रातें
मुझे, भूल जाना, इन्हें ना भुलाना भुलाना भुलाना
ये रातें

(ये बहकी निगाहें - 2), ये बहकी अदाएँ
ये बहकी निगाहें ये बहकी अदाएँ
ये आँखों के काजल में डूबी घटाएँ
फ़िज़ा के, फ़िज़ा के लबों पर, फ़िज़ा के
फ़िज़ा के लबों पर ये चुप का फ़साना
मुझे, भूल जाना, इन्हें ना भुलाना भुलाना भुलाना
ये रातें

चमन में, चमन में जो मिल के बनी है कहानी
हमारी मुहब्बत तुम्हारी जवानी, चमन में
ये दो गर्म साँसों का इक साथ आना
ये बदली का चलना ये बूंदों की रुमझुम - 2
ये मस्ती का आलम ये खोए से हम तुम
तुम्हारा, तुम्हारा मेरे साथ ये गुनगुनाना
मुझे, भूल जाना, इन्हें ना भुलाना भुलाना भुलाना
ये रातें

ye rāteṅ (slow)
ye rāteṅ ye mausam ye hṇsnā hṇsānā, ye rāteṅ
mujhe, bhūl jānā, inheṅ nā bhulānā bhulānā bhulānā
ye rāteṅ

(ye bahkī nigāheṅ - 2), ye bahkī adāeṇ
ye bahkī nigāheṅ ye bahkī adāeṇ
ye āṇkhoṅ ke kājal meṅ ḍūbī ghaṭāeṇ
fizā ke, fizā ke laboṅ par, fizā ke
fizā ke laboṅ par ye chup kā fasānā
mujhe, bhūl jānā, inheṅ nā bhulānā bhulānā bhulānā
ye rāteṅ

chaman meṅ, chaman meṅ jo mil ke banī hai kahānī
hamārī muhabbat tumhārī javānī, chaman meṅ
ye do garm sāṇsoṅ kā ik sāth ānā
ye badlī kā chalnā ye būṅdoṅ kī rumjhum - 2
ye mastī kā ālam ye khoe se ham tum
tumhārā, tumhārā mere sāth ye gungunānā
mujhe, bhūl jānā, inheṅ nā bhulānā bhulānā bhulānā
ye rāteṅ