ये रातें नई पुरानी आते आते-जाते
ये रातें नई पुरानी -2
आते आते-जाते कहती हैं कोई कहानी
ये रातें …
आ रहा है देखो कोई जा रहा है देखो कोई
सबके दिल हैं जागे-जागे सबकी आँखें खोई-खोई
ख़ामोशी करती है बातें
ये रातें …
क्या समाँ है जैसे ख़ुश्बू उड़ रही हो कलियों से
गुज़री हो निंदिया में पलकों की गलियों से
सुन्दर सपनों की बारातें
ये रातें …
कौन जाने कब चलेंगी किस तरफ़ से ये हवाएँ
साल भर तो याद रखना ऐसा न हो भूल जाएँ
इस रात की मुलाकातें
ये रातें …
ye rāteṅ naī purānī -2
āte āte-jāte kahtī haiṅ koī kahānī
ye rāteṅ …
ā rahā hai dekho koī jā rahā hai dekho koī
sabke dil haiṅ jāge-jāge sabkī āṇkheṅ khoī-khoī
khāmośhī kartī hai bāteṅ
ye rāteṅ …
kyā samāṇ hai jaise khuśhbū uṛ rahī ho kaliyoṅ se
guzrī ho niṅdiyā meṅ palkoṅ kī galiyoṅ se
sundar sapnoṅ kī bārāteṅ
ye rāteṅ …
kaun jāne kab chaleṅgī kis taraf se ye havāeṇ
sāl bhar to yād rakhnā aisā na ho bhūl jāeṇ
is rāt kī mulākāteṅ
ye rāteṅ …