ये राते नई, पुरानी
आते, आते जाते, कहती है कोई कहानी
आ रहा है देखो कोई
जा रहा है देखो कोई
सब के दिल हैं, जागे जागे
सब की आँखे, खोई खोई
खामोशी करती है बाते
क्या समा है, जैसे खुशबू
उड़ रही हो कलियों से
गुज़री हो निंदिया में
पलकों की गलियों से
सुंदर सपनों की बाराते
कौन जाने कब चलेंगी
किस तरफ से ये हवाएँ
साल भर तो याद रखना
ऐसा ना हो भूल जाए
इस रात की मुलाक़ाते
ye rāte naī, purānī
āte, āte jāte, kahtī hai koī kahānī
ā rahā hai dekho koī
jā rahā hai dekho koī
sab ke dil haiṅ, jāge jāge
sab kī āṇkhe, khoī khoī
khāmośhī kartī hai bāte
kyā samā hai, jaise khuśhbū
uṛ rahī ho kaliyoṅ se
guzrī ho niṅdiyā meṅ
palkoṅ kī galiyoṅ se
suṅdar sapnoṅ kī bārāte
kaun jāne kab chaleṅgī
kis taraph se ye havāeṇ
sāl bhar to yād rakhnā
aisā nā ho bhūl jāe
is rāt kī mulāqāte