ये रात ये फ़िज़ायें फिर आये या न आये
ये रात ये फ़िज़ायें फिर आये या न आये
आओ शमा बुझा के हम आज दिल जलायें
ये नर्म सी खामोशी ये रेशमी अँधेरा
कहता है ज़ुल्फ़ खोलो रुक जायेगा सवेरा
जुगुनू से मिल के चमके तारे से झिलमिलायें
आओ शमा बुझा के …
भीगी हुई हवायें अब रात ढल रही है
ऐसे में दो दिलों की इक शम्मा जल रही है
ये प्यार का उजाला मिल के अमर बनायें
आओ शमा बुझा के …
ye rāt ye fizāyeṅ phir āye yā na āye
āo śhamā bujhā ke ham āj dil jalāyeṅ
ye narm sī khāmośhī ye reśhmī aṇdherā
kahtā hai zulf kholo ruk jāyegā saverā
jugunū se mil ke chamke tāre se jhilmilāyeṅ
āo śhamā bujhā ke …
bhīgī huī havāyeṅ ab rāt ḍhal rahī hai
aise meṅ do diloṅ kī ik śhammā jal rahī hai
ye pyār kā ujālā mil ke amar banāyeṅ
āo śhamā bujhā ke …