Ye raat hai rangeelee sharaabee jhoom

ये रात है रंगीली शराबी झूम्
Work
Year
Language

ये रात है रंगीली शराबी झूम छाने लगा है नशा गुलाबी झूम
महफ़िल में है जादू दिल मेरा बेकाबू
ये शाम है जवानी की ये मौत के पल्लू की
ये रात है रंगीली …

अंखियों में मदिरा जिस्म सुराही तू मयखाना है
जिसको भी देखे अपनी नज़र से वो दीवाना है
तेरी मस्त नज़र ने छुआ मैं भी दीवाना हुआ
मेरी रातों को तूने सजा दिया
तूने मुझको शराबी बना दिया
अरे होश वरना दूंगी भी न तुमको ये जादू
ये रात है रंगीली …

गोरा ये बदन चिंगारी है सनम कहीं आग ना लग जाए
मन की चुनर अभी कुंवारी है सनम कहीं दाग ना लग जाए
तुझसे शरमाए कली तेरा चर्चा जानम गली
ये तेरा यौवन नया मेरा सब्र तो जानम गया
मेरे रूप की गागर छलके प्यास बुझा जाना
ये रात है रंगीली …

ye rāt hai raṅgīlī śharābī jhūm chhāne lagā hai naśhā gulābī jhūm
mahafil meṅ hai jādū dil merā bekābū
ye śhām hai javānī kī ye maut ke pallū kī
ye rāt hai raṅgīlī …

aṅkhiyoṅ meṅ madirā jism surāhī tū maykhānā hai
jisko bhī dekhe apnī nazar se vo dīvānā hai
terī mast nazar ne chhuā maiṅ bhī dīvānā huā
merī rātoṅ ko tūne sajā diyā
tūne mujhko śharābī banā diyā
are hośh varnā dūṅgī bhī na tumko ye jādū
ye rāt hai raṅgīlī …

gorā ye badan chiṅgārī hai sanam kahīṅ āg nā lag jāe
man kī chunar abhī kuṅvārī hai sanam kahīṅ dāg nā lag jāe
tujhse śharmāe kalī terā charchā jānam galī
ye terā yauvan nayā merā sabr to jānam gayā
mere rūp kī gāgar chhalke pyās bujhā jānā
ye rāt hai raṅgīlī …