Ye pyaar pyaar k‌yaa hai inkaar yaar k‌yaa hai

ये प्यार प्यार क्‌या है इन्कार यार क्‌या है
Work
Year
Language

इक सवाल है पूछ क्‌या
क्‌या सवाल है पूछो ना
फूल क्‌यों खिलते हैं
दिल से दिल जब मिलते हैं
जान कब जाती है
याद जब आती है
चाँद क्‌यूं ढलता है
तुझसे ये जलता है
आँखें क्‌यूं लड़ती हैं
नींदें क्‌यूं उड़ती हैं
साँसें क्‌यूं रुकती हैं

ये प्यार प्यार क्‌या है इन्कार यार क्‌या है ये जीत हार क्‌या है बता
ये प्यार प्यार क्‌या …

आँखें जो लड़ती हैं नींदें फिर उड़ती हैं साँसें भी रुकती हैं
ये प्यार प्यार तू है इकरार यार तू है ये जीत हार तू है प्रिया
ये प्यार प्यार तू …

दिल मेरा क्‌यों खो गया दीवाना ये क्‌यूं हो गया
ओ मैं तेरी क्‌यूं हो गई तू मेरा क्‌यूं हो गया
धक धक दिल करे तुझपे ये दिल मरे क्‌या करे जान-ए-जां
ये प्यार प्यार क्‌या …

मैं तेरा तू मेरी
मैं तेरा तू मेरी दुनिया से है क्‌या

वो गली जिसमें घर तेरा है वहीं पे ये दिल मेरा
क्‌या करे अब दीवाना दिल हर जगह चेहरा तेरा
डोले डोले डोले डोले दिल मेरा डोले डोले
शाम सुबह बोले बोले नाम तेरा नाम तेरा
ओ क़ातिल लेके दिल
ओ क़ातिल लेके दिल जाती है कहां
ये प्यार प्यार क्‌या …

ik savāl hai pūchh k‌yā
k‌yā savāl hai pūchho nā
phūl k‌yoṅ khilte haiṅ
dil se dil jab milte haiṅ
jān kab jātī hai
yād jab ātī hai
chāṇd k‌yūṅ ḍhaltā hai
tujhse ye jaltā hai
āṇkheṅ k‌yūṅ laṛtī haiṅ
nīṅdeṅ k‌yūṅ uṛtī haiṅ
sāṇseṅ k‌yūṅ ruktī haiṅ

ye pyār pyār k‌yā hai inkār yār k‌yā hai ye jīt hār k‌yā hai batā
ye pyār pyār k‌yā …

āṇkheṅ jo laṛtī haiṅ nīṅdeṅ phir uṛtī haiṅ sāṇseṅ bhī ruktī haiṅ
ye pyār pyār tū hai ikrār yār tū hai ye jīt hār tū hai priyā
ye pyār pyār tū …

dil merā k‌yoṅ kho gayā dīvānā ye k‌yūṅ ho gayā
o maiṅ terī k‌yūṅ ho gaī tū merā k‌yūṅ ho gayā
dhak dhak dil kare tujhpe ye dil mare k‌yā kare jān-e-jāṅ
ye pyār pyār k‌yā …

maiṅ terā tū merī
maiṅ terā tū merī duniyā se hai k‌yā

vo galī jismeṅ ghar terā hai vahīṅ pe ye dil merā
k‌yā kare ab dīvānā dil har jagah chehrā terā
ḍole ḍole ḍole ḍole dil merā ḍole ḍole
śhām subah bole bole nām terā nām terā
o qātil leke dil
o qātil leke dil jātī hai kahāṅ
ye pyār pyār k‌yā …