Ye pardaa hataa do zaraa mukharaa dikhaa do

ये पर्दा हटा दो ज़रा मुखड़ा दिखा दो
Year
Language

र: ये पर्दा हटा दो ज़रा मुखड़ा दिखा दो
हम प्यार करने वाले हैं कोई ग़ैर नहीं
अरे हम तुम पे मरने वाले हैं कोई ग़ैर नहीं
आ: ओ मजनूं के नाना मेरे पीछे न आना
जा प्यार करने वाले तेरी ख़ैर नहीं
अरे ओ हमपे मरने वाले तेरी ख़ैर नहीं
र: ये पर्दा हटा …

आ: शुक्‌र करो कि पड़े नहीं है मेरी माँ के डंडे
एक हाथ में हो जाते अरमान तुम्हारे ठंडे
र: माँ को भी समझा दो बस इतना बता दो
हम प्यार करने …
आ: ओ मजनूं के नाना …

र: जहाँ मिलें दो जवाँ नज़र होती तकरार वहीं है
दिल पर रख कर हाथ ये कह दो हमसे प्यार नहीं है
आ: दिल की बातें दिलवाले नज़रों से ही पहचानते
लेकिन कुछ ऐसे हैं अनाड़ी जो ये भी नहीं जानते
र: ये पहले बताते बारात ले के आते
हम प्यार करने …
आ: ओ मजनूं के नाना …

ra: ye pardā haṭā do zarā mukhaṛā dikhā do
ham pyār karne vāle haiṅ koī ġhair nahīṅ
are ham tum pe marne vāle haiṅ koī ġhair nahīṅ
ā: o majnūṅ ke nānā mere pīchhe na ānā
jā pyār karne vāle terī khair nahīṅ
are o hampe marne vāle terī khair nahīṅ
ra: ye pardā haṭā …

ā: śhuk‌ra karo ki paṛe nahīṅ hai merī māṇ ke ḍaṅḍe
ek hāth meṅ ho jāte armān tumhāre ṭhaṅḍe
ra: māṇ ko bhī samjhā do bas itnā batā do
ham pyār karne …
ā: o majnūṅ ke nānā …

ra: jahāṇ mileṅ do javāṇ nazar hotī takrār vahīṅ hai
dil par rakh kar hāth ye kah do hamse pyār nahīṅ hai
ā: dil kī bāteṅ dilvāle nazroṅ se hī pahchānte
lekin kuchh aise haiṅ anāṛī jo ye bhī nahīṅ jānte
ra: ye pahle batāte bārāt le ke āte
ham pyār karne …
ā: o majnūṅ ke nānā …