Ye to pahlaa jaam hai ... raat bhar jaam se jaam takraaegaa

ये तो पहला जाम है ... रात भर जाम से जाम टकराएगा
Work
Year
Language

ये तो पहला जाम है अभी तो शाम है
रात भर जाम से जाम टकराएगा
जब नशा छाएगा तब मज़ा आएगा
रात भर जाम से …

जश्न ही जश्न है जोश ही जोश है
और किसी बात का अब किसे होश है
सबको अपना नाम भी आज भूल जाएगा
रात भर जाम से …

हुस्न लड़खड़ाएगा इश्क़ डगमगाएगा
रात भर जाम से …

क्‌या ये शराब है चीज़ ये खराब है
पर सभी सवालों का एक ही जवाब है
जो किसी के दिल में है वो जबां पर आएगा
रात भर जाम से …

ye to pahlā jām hai abhī to śhām hai
rāt bhar jām se jām ṭakrāegā
jab naśhā chhāegā tab mazā āegā
rāt bhar jām se …

jaśhn hī jaśhn hai jośh hī jośh hai
aur kisī bāt kā ab kise hośh hai
sabko apnā nām bhī āj bhūl jāegā
rāt bhar jām se …

husn laṛkhaṛāegā iśhq ḍagamgāegā
rāt bhar jām se …

k‌yā ye śharāb hai chīz ye kharāb hai
par sabhī savāloṅ kā ek hī javāb hai
jo kisī ke dil meṅ hai vo jabāṅ par āegā
rāt bhar jām se …