Ye nayan dare dare, ye jaam bhare bhare, zaraa peene do

ये नयन डरे डरे, ये जाम भरे भरे, ज़रा पीने दो
Work
Year
Language

ये नयन डरे डरे, ये जाम भरे भरे
ज़रा पीने दो
कल की किसको खबर, इक रात होके निडर
मुझे जीने दो
ये नयन डरे डरे …

(रात हसीं ये चाँद हसीं
पर सबसे हसीं मेरे दिलबर ) - 2
और तुझसे हसीं, और तुझसे हसीं तेरा प्यार
तू जाने ना
ये नयन डरे डरे …

(प्यार मे है जीवन की खुशी
देती है खुशी कई गम भी ) - 2
मै मान भी लूँ, मै मान भी लूँ कभी हार
तू माने ना
ये नयन डरे डरे …

ye nayan ḍare ḍare, ye jām bhare bhare
zarā pīne do
kal kī kisko khabar, ik rāt hoke niḍar
mujhe jīne do
ye nayan ḍare ḍare …

(rāt hasīṅ ye chāṇd hasīṅ
par sabse hasīṅ mere dilbar ) - 2
aur tujhse hasīṅ, aur tujhse hasīṅ terā pyār
tū jāne nā
ye nayan ḍare ḍare …

(pyār me hai jīvan kī khuśhī
detī hai khuśhī kaī gam bhī ) - 2
mai mān bhī lūṇ, mai mān bhī lūṇ kabhī hār
tū māne nā
ye nayan ḍare ḍare …