ये नयन डरे डरे, ये जाम भरे भरे, जरा पीने दो
ये नयन डरे डरे, ये जाम भरे भरे
जरा पीने दो
कल की किसको खबर, एक रात हो के नीडर
मुझे जीने दो
रात हसीन ये चाँद हसीन
तू सब से हसीन मेरे दिलबर
और तुझ से हसीन तेरा प्यार, तू जाने ना
प्यार में है जीवन की खुशी
देती है खुशी, कई गम भी
मैं मान भी लू कभी हार, तू माने ना
ye nayan ḍare ḍare, ye jām bhare bhare
jarā pīne do
kal kī kisko khabar, ek rāt ho ke nīḍar
mujhe jīne do
rāt hasīn ye chāṇd hasīn
tū sab se hasīn mere dilbar
aur tujh se hasīn terā pyār, tū jāne nā
pyār meṅ hai jīvan kī khuśhī
detī hai khuśhī, kaī gam bhī
maiṅ mān bhī lū kabhī hār, tū māne nā