Ye mausam rangeen samaa, thahar zaraa o jaan-e-jaan

ये मौसम रंगीन समा, ठहर ज़रा ओ जान-ए-जां
Year
Language

ये मौसम रंगीन समा ठहर ज़रा ओ जान-ए-जां
तेरा मेरा मेरा तेरा प्यार है तो फिर कैसा शरमाना
रुक तो मैं जाऊँ जान-ए-जां मुझको है इनकार कहाँ
तेरा मेरा मेरा तेरा प्यार सनम न बन जाए अफ़साना

ये चाँद और सितारे कहते हैं मिल के सारे
आजा प्यार करें
ये चाँद बैरी देखे ऐसे में बोलो कैसे
इक़रार करें
दिल में है कुछ कहे ज़ुबां
प्यार यही है जान-ए-जां
तेरा मेरा …

ये प्यार की लम्बी राहें बाहों में डाले बाहें
कहीं दूर चलें
बैठे हैं घेरा डाले ये ज़ालिम दुनिया वाले
हमें देख जले
ठहर ज़रा ओ जान-ए-जां
मुझको है इनकार कहाँ
तेरा मेरा …

ye mausam raṅgīn samā ṭhahar zarā o jān-e-jāṅ
terā merā merā terā pyār hai to phir kaisā śharmānā
ruk to maiṅ jāūṇ jān-e-jāṅ mujhko hai inkār kahāṇ
terā merā merā terā pyār sanam na ban jāe afsānā

ye chāṇd aur sitāre kahte haiṅ mil ke sāre
ājā pyār kareṅ
ye chāṇd bairī dekhe aise meṅ bolo kaise
iqrār kareṅ
dil meṅ hai kuchh kahe zubāṅ
pyār yahī hai jān-e-jāṅ
terā merā …

ye pyār kī lambī rāheṅ bāhoṅ meṅ ḍāle bāheṅ
kahīṅ dūr chaleṅ
baiṭhe haiṅ gherā ḍāle ye zālim duniyā vāle
hameṅ dekh jale
ṭhahar zarā o jān-e-jāṅ
mujhko hai inkār kahāṇ
terā merā …