Ye mausam aayaa hai kitne saalon men

ये मौसम आया है कितने सालों में
Work
Year
Language

ये मौसम आया है कितने सालों में
आजा खो जाये ख्वाबों ख्यालों में
आँखों का मिलना खूब रहा है
ये दिल दीवाना डूब रहा है
मतवाले नैनों के इन शरबती नर्गिसी प्यालों में
आजा खो जाये ख्वाबों ख्यालों में
कहना नहीं था कहना पड़ा है
प्यार का जादू सबसे बड़ा है
मेरा दिल ना आ जाये, इन प्यार की मदभरी चालों में
आजा खो जाये ख्वाबों ख्यालों में

ye mausam āyā hai kitne sāloṅ meṅ
ājā kho jāye khvāboṅ khyāloṅ meṅ
āṇkhoṅ kā milnā khūb rahā hai
ye dil dīvānā ḍūb rahā hai
matvāle nainoṅ ke in śharabtī nargisī pyāloṅ meṅ
ājā kho jāye khvāboṅ khyāloṅ meṅ
kahnā nahīṅ thā kahnā paṛā hai
pyār kā jādū sabse baṛā hai
merā dil nā ā jāye, in pyār kī madabhrī chāloṅ meṅ
ājā kho jāye khvāboṅ khyāloṅ meṅ