ये लड़का है दीवाना है दीवाना
ये कैसा लड़का है तु तु तु रु
ये कैसी लड़की है तु तु तु रु
इसका मैं क्या करूं
इसका मैं क्या करूं
ये लड़ता है हाँ हाँ
अकड़ती है हे हे
झगड़ता है बिगड़ती है
दीवाना है दीवानी है
But he is your best friend. Yeah.
But she is your best friend. Yeah.
हाय हाय रे हाय ये लड़का
हाय हाय रे हाय ये हे
करता नादानियाँ क्यूँ पूछो तो हाय यो
कभी ये हमसे लड़ता है कभी झगड़ता है
कोई पास इसके ना आना
ये लड़का है दीवाना है दीवाना
हाय हाय रे हाय ये लड़की
हाय हाय रे हाय
करती नादानियाँ क्यूँ पूछो तो हाय
कभी ये हमसे लड़ती है कभी अकड़ती है
करो दूर से छेड़खानी
ये लड़की है दीवानी है दीवानी
इसकी बातें यही जाने कोई भी तो जाने ना
ऐसी वैसी कैसी है ये कोई पहचाने ना
तो भागो ओ यारों कर ना दे शैतानी
ये लड़की है दीवानी …
आते जाते छेड़े हमको के माने ना ये कहना
देखो देखो पागल है ये हाँ बचके ज़रा रहना
ये ऐसा है फिर भी अपना इसको माना
ये लड़का है दीवाना …
ye kaisā laṛkā hai tu tu tu ru
ye kaisī laṛkī hai tu tu tu ru
iskā maiṅ kyā karūṅ
iskā maiṅ kyā karūṅ
ye laṛtā hai hāṇ hāṇ
akaṛtī hai he he
jhagaṛtā hai bigaṛtī hai
dīvānā hai dīvānī hai
But he is your best friend. Yeah.
But she is your best friend. Yeah.
hāy hāy re hāy ye laṛkā
hāy hāy re hāy ye he
kartā nādāniyāṇ kyūṇ pūchho to hāy yo
kabhī ye hamse laṛtā hai kabhī jhagaṛtā hai
koī pās iske nā ānā
ye laṛkā hai dīvānā hai dīvānā
hāy hāy re hāy ye laṛkī
hāy hāy re hāy
kartī nādāniyāṇ kyūṇ pūchho to hāy
kabhī ye hamse laṛtī hai kabhī akaṛtī hai
karo dūr se chheṛkhānī
ye laṛkī hai dīvānī hai dīvānī
iskī bāteṅ yahī jāne koī bhī to jāne nā
aisī vaisī kaisī hai ye koī pahchāne nā
to bhāgo o yāroṅ kar nā de śhaitānī
ye laṛkī hai dīvānī …
āte jāte chheṛe hamko ke māne nā ye kahnā
dekho dekho pāgal hai ye hāṇ bachke zarā rahnā
ye aisā hai phir bhī apnā isko mānā
ye laṛkā hai dīvānā …