ये क्या ज़िंदगी है, ये कैसा जहाँ है
ज़ख़मों से कलेजा चूर हुआ
हद हो गई ग़म में नालों की
क्या हूँही तबाही होती है
दुनिया में मोहब्बत-वालों की
ये क्या ज़िंदगी है, ये कैसा जहाँ है -2
जिधर देखिये ज़ुल्म की दास्तां है -2
कहीं है कफ़स में किसीका बसेरा
कहीं है निगाहों में ग़म का अंधेरा
कहीं दिल का लुटता हुआ कारवां है
जिधर देखिये ज़ुल्म की दास्तां है -2
यहाँ आदमी आदमी का है दुश्मन
यहाँ चाक इनसानियत का है दामन
मोहब्बत का उजड़ा हुआ आशियां है
जिधर देखिये ज़ुल्म की दास्तां है -2
ये बेरहम दुनिया समझ में न आए
यहाँ कर रहे हैं सितमग़र ख़ुदाई
न जाने तू ऐ दुनियावाले कहाँ है
जिधर देखिये ज़ुल्म की दास्तां है -2
ये क्या ज़िंदगी है, ये कैसा जहाँ है
जिधर देखिये ज़ुल्म की दास्तां है
zakhmoṅ se kalejā chūr huā
had ho gaī ġham meṅ nāloṅ kī
kyā hūṇhī tabāhī hotī hai
duniyā meṅ mohabbat-vāloṅ kī
ye kyā ziṅdgī hai, ye kaisā jahāṇ hai -2
jidhar dekhiye zulm kī dāstāṅ hai -2
kahīṅ hai kafas meṅ kisīkā baserā
kahīṅ hai nigāhoṅ meṅ ġham kā aṅdherā
kahīṅ dil kā luṭtā huā kārvāṅ hai
jidhar dekhiye zulm kī dāstāṅ hai -2
yahāṇ ādmī ādmī kā hai duśhman
yahāṇ chāk insāniyat kā hai dāman
mohabbat kā ujaṛā huā āśhiyāṅ hai
jidhar dekhiye zulm kī dāstāṅ hai -2
ye beraham duniyā samajh meṅ na āe
yahāṇ kar rahe haiṅ sitamaġhar khudāī
na jāne tū ai duniyāvāle kahāṇ hai
jidhar dekhiye zulm kī dāstāṅ hai -2
ye kyā ziṅdgī hai, ye kaisā jahāṇ hai
jidhar dekhiye zulm kī dāstāṅ hai