ये क्या किया रे दुनिया वाले जहाँ के ग़म्
ये क्या किया रे दुनिया वाले
जहाँ के ग़म तूने सभी मुझको दे डाले
ये क्या किया रे …
ओ रे बेदर्दी ओ हरजाई देख ली मैने तेरी ख़ुदाई
पहले ही मेरा दिल घायल था और भी उस पर चोट लगाई
तूने रुला के मुझे दर-दर फिरा के मुझे
कब के ये अरमां निकाले
ये क्या किया रे …
सुबह का सूरज रात के तारे बन गए सब के सब अंगारे
आस के बंधन तोड़ के तूने छीन लिए सभी संग-सहारे
मेरे लहू की क़सम और भी कर ले सितम
आग तू दिल की बुझा ले
ये क्या किया रे …
ye kyā kiyā re duniyā vāle
jahāṇ ke ġham tūne sabhī mujhko de ḍāle
ye kyā kiyā re …
o re bedardī o harjāī dekh lī maine terī khudāī
pahle hī merā dil ghāyal thā aur bhī us par choṭ lagāī
tūne rulā ke mujhe dar-dar phirā ke mujhe
kab ke ye armāṅ nikāle
ye kyā kiyā re …
subah kā sūraj rāt ke tāre ban gae sab ke sab aṅgāre
ās ke baṅdhan toṛ ke tūne chhīn lie sabhī saṅg-sahāre
mere lahū kī qasam aur bhī kar le sitam
āg tū dil kī bujhā le
ye kyā kiyā re …