ये क्या हो गया है ... क्या हुआ कहो ना
ये क्या हो गया है ये क्यूं हो गया
अब तक ये मेरा था अब दिल खो गया
किसे कहूँ ना कहूँ किसको पता
कैसे कहूँ ना कहूँ ये तू ही बता
क्या हुआ कहो ना कहो तुझे क्या हुआ मेरे यार
हे हमें बता कुछ ना छुपा अब हमें बता मेरे यार
ये क्या हो गया …
उसने पास आ के कुछ भी ना कहा
फिर भी सुन सका मैं हर वो दास्तां
क्या उसने भी वो सुन लिया जो मैने भी तो ना कहा
हे उसके पास जा के मुझको यूँ लगा
जैसे वो मेरा है कब से जानूं ना
क्या उसने भी कुछ ऐसा कहा
के तू मेरी है ओ जान-ए-जां
क्या हुआ …
या वो इक परी है या है मेरा ख्वाब
पलकें बंद करके देखूं बार बार
हूं पहली बार मुझको ये क्या हो गया
हर पल अब मेरा ये उसका हो गया
क्या मैं करूँ ना करूँ मैं बेकरार
रातें जागूं ना सोऊँ ना आए करार
प्यार हुआ तुझे तो प्यार हुआ प्यार हुआ मेरे यार
हे प्यार हुआ तुझे …
ye kyā ho gayā hai ye kyūṅ ho gayā
ab tak ye merā thā ab dil kho gayā
kise kahūṇ nā kahūṇ kisko patā
kaise kahūṇ nā kahūṇ ye tū hī batā
kyā huā kaho nā kaho tujhe kyā huā mere yār
he hameṅ batā kuchh nā chhupā ab hameṅ batā mere yār
ye kyā ho gayā …
usne pās ā ke kuchh bhī nā kahā
phir bhī sun sakā maiṅ har vo dāstāṅ
kyā usne bhī vo sun liyā jo maine bhī to nā kahā
he uske pās jā ke mujhko yūṇ lagā
jaise vo merā hai kab se jānūṅ nā
kyā usne bhī kuchh aisā kahā
ke tū merī hai o jān-e-jāṅ
kyā huā …
yā vo ik parī hai yā hai merā khvāb
palkeṅ baṅd karke dekhūṅ bār bār
hūṅ pahlī bār mujhko ye kyā ho gayā
har pal ab merā ye uskā ho gayā
kyā maiṅ karūṇ nā karūṇ maiṅ bekrār
rāteṅ jāgūṅ nā soūṇ nā āe karār
pyār huā tujhe to pyār huā pyār huā mere yār
he pyār huā tujhe …