Ye kaisaa sur mandir hai

ये कैसा सुर मन्दिर है
Work
Year
Language

ये कैसा सुर मन्दिर है जिस में संगीत नहीं
गीत लिखे दीवारों पे गाने की रीत नहीं

वीणा तेरी मेरी जैसे एक कहानी
इस घर में हम दोनों की किसी ने क़दर न जानी
तेरा भी कोई मीत नहीं मेरा भी मीत नहीं
ये कैसा सुर मन्दिर है …

मूरत रख देने से क्‌या मन्दिर बन जाता है
यूँ ही पड़ा रहने से शीशा पत्थर बन जाता है
वो पूजा कैसी पूजा है जिस में प्रीत नहीं
ये कैसा सुर मन्दिर है …

ye kaisā sur mandir hai jis meṅ saṅgīt nahīṅ
gīt likhe dīvāroṅ pe gāne kī rīt nahīṅ

vīṇā terī merī jaise ek kahānī
is ghar meṅ ham donoṅ kī kisī ne qadar na jānī
terā bhī koī mīt nahīṅ merā bhī mīt nahīṅ
ye kaisā sur mandir hai …

mūrat rakh dene se k‌yā mandir ban jātā hai
yūṇ hī paṛā rahne se śhīśhā patthar ban jātā hai
vo pūjā kaisī pūjā hai jis meṅ prīt nahīṅ
ye kaisā sur mandir hai …