Ye jeevan kitnee baar mile ... har baar mujhe teraa pyaar mile

ये जीवन कितनी बार मिले ... हर बार मुझे तेरा प्यार मिले
Work
Year
Language

ये जीवन कितनी बार मिले
हर बार मुझे तेरा प्यार मिले -2
कुछ वादों में कुछ कसमों में
बंधे हुए हैं जनमों से
हम कब बिछुड़े कब यार मिले
हर बार मुझे तेरा प्यार …

रब से मांगूं एक दुआ
ये दुनिया हो या वो दुनिया
मुझको साजन का प्यार मिले
हर बार मुझे तेरा प्यार …

जीवन की कोई धारा हो
नदिया का कोई किनारा हो
इस पार मिले उस पार मिले
हर बार मुझे तेरा प्यार …

ye jīvan kitnī bār mile
har bār mujhe terā pyār mile -2
kuchh vādoṅ meṅ kuchh kasmoṅ meṅ
baṅdhe hue haiṅ janmoṅ se
ham kab bichhuṛe kab yār mile
har bār mujhe terā pyār …

rab se māṅgūṅ ek duā
ye duniyā ho yā vo duniyā
mujhko sājan kā pyār mile
har bār mujhe terā pyār …

jīvan kī koī dhārā ho
nadiyā kā koī kinārā ho
is pār mile us pār mile
har bār mujhe terā pyār …