Ye javaanee, hai divaanee, haa meree raanee, ruk jaao raanee

ये जवानी, है दिवानी, हा मेरी रानी, रुक जाओ रानी
Year
Language

ये जवानी, है दीवानी, हा मेरी रानी, रुक जाओ रानी
देख ज़रा पीछे मुड के, चली कहाँ ऐसे उड़ के

बाते, मुलाकाते, करने की शाम है
ऐसे में है रुठना, दीवानों का काम है

रूठी, चल झूठी, बस टूटी दोस्ती
शिकवा है होठों पे, आँखों में प्यार भी

मिल के, दिल दिल से, खिल जाता बन के फूल
पर तुझ को ना भूली, छोटी सी मेरी भूल

ye javānī, hai dīvānī, hā merī rānī, ruk jāo rānī
dekh zarā pīchhe muḍ ke, chalī kahāṇ aise uṛ ke

bāte, mulākāte, karne kī śhām hai
aise meṅ hai ruṭhnā, dīvānoṅ kā kām hai

rūṭhī, chal jhūṭhī, bas ṭūṭī dostī
śhikvā hai hoṭhoṅ pe, āṇkhoṅ meṅ pyār bhī

mil ke, dil dil se, khil jātā ban ke phūl
par tujh ko nā bhūlī, chhoṭī sī merī bhūl