Ye javaanee hai deevaanee

ये जवानी है दीवानी
Year
Language

ये जवानी, है दीवानी
हट मेरी रानी, रुक जा ओ रानी
देख ज़रा पीछे मुड़के
चली कहां ऐसे उड़ के
गिलि गिलि अक्‌खा, गिलि गिलि अक्‌खा
बिलि बिलि बिलि …

बातें, मुलाक़ातें करने की शाम है
ऐसे में रूठना दीवनों का काम है
हे, ये जवानी है दीवानी …

खिलके दिल मिलते, खिल जाता बनके फूल
पर तुझको न भूलि छोटी सी मेरी भूल
हे, ये जवानी है दीवानी …

रूठी, चली झूठी हट छूटी दोस्ती
शिक़वा है होंठों पे, आँखों में प्यार भी
हे, ये जवानी है दीवानी …

ye javānī, hai dīvānī
haṭ merī rānī, ruk jā o rānī
dekh zarā pīchhe muṛke
chalī kahāṅ aise uṛ ke
gili gili ak‌khā, gili gili ak‌khā
bili bili bili …

bāteṅ, mulāqāteṅ karne kī śhām hai
aise meṅ rūṭhnā dīvnoṅ kā kām hai
he, ye javānī hai dīvānī …

khilke dil milte, khil jātā banke phūl
par tujhko na bhūli chhoṭī sī merī bhūl
he, ye javānī hai dīvānī …

rūṭhī, chalī jhūṭhī haṭ chhūṭī dostī
śhiqvā hai hoṅṭhoṅ pe, āṇkhoṅ meṅ pyār bhī
he, ye javānī hai dīvānī …