Ye havaa ye fizaa hai udaas jaise meraa dil aa bhee jaa

ये हवा ये फ़िज़ा है उदास जैसे मेरा दिल आ भी जा
Work
Year
Language

ओ हो हो
ओ हो हो ओ हो ओ हो
ओ हो हो हो
ओ हो हो ओ हो हो हो हो हो
ओ हो हो हो हो हो
ओ हो हो

ये हवा ये हवा ये हवा
ये फ़िज़ा ये फ़िज़ा ये फ़िज़ा
है उदास जैसे मेरा दिल मेरा दिल मेरा दिल
आ भी जा आ भी जा आ भी जा -2

आ के अब तो चाँदनी भी ज़र्द हो चली हो चली हो चली
धड़कनों की नर्म आँच सर्द हो चली हो चली हो चली
ढल चली है रात आ के मिल आ के मिल आ के मिल
आ भी जा आ भी जा आ भी जा -2

राह में बिछी हुई है मेरी हर नज़र हर नज़र हर नज़र
मैं तड़प रहा हूँ और तू है बेख़बर बेख़बर बेख़बर
रुक रही है साँस आ के मिल आ के मिल आ के मिल
आ भी जा आ भी जा आ भी जा -2

ओ हो हो
ओ हो हो ओ हो ओ हो
ओ हो हो हो
ओ हो ओ हो हो हो हो हो हो
ओ हो हो हो हो हो
ओ हो हो

o ho ho
o ho ho o ho o ho
o ho ho ho
o ho ho o ho ho ho ho ho
o ho ho ho ho ho
o ho ho

ye havā ye havā ye havā
ye fizā ye fizā ye fizā
hai udās jaise merā dil merā dil merā dil
ā bhī jā ā bhī jā ā bhī jā -2

ā ke ab to chāṇdnī bhī zard ho chalī ho chalī ho chalī
dhaṛaknoṅ kī narm āṇch sard ho chalī ho chalī ho chalī
ḍhal chalī hai rāt ā ke mil ā ke mil ā ke mil
ā bhī jā ā bhī jā ā bhī jā -2

rāh meṅ bichhī huī hai merī har nazar har nazar har nazar
maiṅ taṛap rahā hūṇ aur tū hai bekhbar bekhbar bekhbar
ruk rahī hai sāṇs ā ke mil ā ke mil ā ke mil
ā bhī jā ā bhī jā ā bhī jā -2

o ho ho
o ho ho o ho o ho
o ho ho ho
o ho o ho ho ho ho ho ho
o ho ho ho ho ho
o ho ho