ये गया वो गया दिल मेरा खो गया
ये गया वो गया दिल मेरा खो गया
कुछ तुझे हो गया कुछ मुझे हो गया
मैं आई तू गया कोई बात न हुई
तू गई मैं आया मुलाकात ना हुई
कि बादल तो झुके बरसात न हुई
आज फिर ये हुआ मैं चला लो गया
ये गया वो गया …
न नींद है मुझे न करार है मुझे
यही मेरा हाल इकरार है मुझे
तू साफ़ साफ़ बोल इंतज़ार है तुझे
हाँ कहो ना कहो प्यार तो हो गया
ये गया वो गया …
ye gayā vo gayā dil merā kho gayā
kuchh tujhe ho gayā kuchh mujhe ho gayā
maiṅ āī tū gayā koī bāt na huī
tū gaī maiṅ āyā mulākāt nā huī
ki bādal to jhuke barsāt na huī
āj phir ye huā maiṅ chalā lo gayā
ye gayā vo gayā …
na nīṅd hai mujhe na karār hai mujhe
yahī merā hāl ikrār hai mujhe
tū sāf sāf bol iṅtazār hai tujhe
hāṇ kaho nā kaho pyār to ho gayā
ye gayā vo gayā …