Ye duniyaa hai yahaan dil kaa lagaanaa kis ko aataa hai

ये दुनिया है यहाँ दिल का लगाना किस को आता है
Work
Year
Language

ल: ये दुनिया है -2
ये दुनिया है यहाँ दिल का लगाना किस को आता है -2
हज़ारों प्यार करते हैं -2
निभाना किस को आता है

मु: ये दुनिया है यहाँ दिल में समाना किस को आता है -2
मिटाने वाले लाखों है -2
बनाना किस को आता है
ये दुनिया है

ल: निगाहें फेर ली तुमने, तो हम किसकी तरफ़ देखें
किसकी तरफ़ देखें
तुम्ही कह दो, मुहब्बत का फ़साना किस को आता है
ये दुनिया है

मु: वफ़ा का यूँ तो दम भरते हैं इस दुनिया में सब लेकिन
दुनिया में सब लेकिन
वफ़ा के नाम पर मिट कर दिखाना किस को आता है
ल: हज़ारों प्यार करते हैं -2
निभाना किस को आता है

ये दुनिया है
यहाँ दिल का लगाना किसको आता है
ये दुनिया है

la: ye duniyā hai -2
ye duniyā hai yahāṇ dil kā lagānā kis ko ātā hai -2
hazāroṅ pyār karte haiṅ -2
nibhānā kis ko ātā hai

mu: ye duniyā hai yahāṇ dil meṅ samānā kis ko ātā hai -2
miṭāne vāle lākhoṅ hai -2
banānā kis ko ātā hai
ye duniyā hai

la: nigāheṅ pher lī tumne, to ham kiskī taraf dekheṅ
kiskī taraf dekheṅ
tumhī kah do, muhabbat kā fasānā kis ko ātā hai
ye duniyā hai

mu: vafā kā yūṇ to dam bharte haiṅ is duniyā meṅ sab lekin
duniyā meṅ sab lekin
vafā ke nām par miṭ kar dikhānā kis ko ātā hai
la: hazāroṅ pyār karte haiṅ -2
nibhānā kis ko ātā hai

ye duniyā hai
yahāṇ dil kā lagānā kisko ātā hai
ye duniyā hai