Ye duniyaa gham kaa ... hamen bhee de do sahaaraa

ये दुनिया ग़म का ... हमें भी दे दो सहारा
Work
Year
Language

र: ये दुनिया ग़म का मेला है -2
मुसीबत की कहानी है
कोई रोये कोई गाये
अजब ये ज़िंदगानी है

हमें भी दे दो
हमें भी दे दो सहारा के बेसहारे हैं
को: हमें भी दे दो सहारा के बेसहारे हैं -2
फ़लक़ की गोद से टूटे हुये सितारे हैं -2
हमें भी दे दो सहारा

र: भरा हो पेट तो

भरा हो पेट तो सन्सार जगमगाता है
को: भरा हो पेट तो सन्सार जगमगाता है
र: सताये भूख तो ईमान डगमगाता है
को: सताये भूख तो ईमान डगमगाता है
र: सताये भूख तो ईमान डगमगाता है
भलाई कीजीये
को: आ
भलाई कीजीये दो दिन के ये नज़ारे हैं

हमें भी दे दो सहारा के बेसहारे हैं
फ़लक़ की गोद से टूटे हुये सितारे हैं
हमें भी दे दो सहारा

र: तेरे जहान से

तेरे जहान से मालिक बता किधर जाये
को: तेरे जहान से मालिक बता किधर जाये
र: तेरे हुज़ूर में रह कर भी ठोकरें खायें
को: तेरे हुज़ूर में रह कर भी ठोकरें खायें
र: तेरे हुज़ूर में रह कर भी ठोकरें खायें
ग़रीब ही सही
को: आ
ग़रीब ही सही आख़िर तो हम तुम्हारे हैं

हमें भी दे दो सहारा के बेसहारे हैं
फ़लक़ की गोद से टूटे हुये सितारे हैं
हमें भी दे दो सहारा

ra: ye duniyā ġham kā melā hai -2
musībat kī kahānī hai
koī roye koī gāye
ajab ye ziṅdgānī hai
ā

hameṅ bhī de do
hameṅ bhī de do sahārā ke beshāre haiṅ
ko: hameṅ bhī de do sahārā ke beshāre haiṅ -2
falaq kī god se ṭūṭe huye sitāre haiṅ -2
hameṅ bhī de do sahārā

ra: bharā ho peṭ to
ā
bharā ho peṭ to sansār jagamgātā hai
ko: bharā ho peṭ to sansār jagamgātā hai
ra: satāye bhūkh to īmān ḍagamgātā hai
ko: satāye bhūkh to īmān ḍagamgātā hai
ra: satāye bhūkh to īmān ḍagamgātā hai
bhalāī kījīye
ko: ā
bhalāī kījīye do din ke ye nazāre haiṅ

hameṅ bhī de do sahārā ke beshāre haiṅ
falaq kī god se ṭūṭe huye sitāre haiṅ
hameṅ bhī de do sahārā

ra: tere jahān se
ā
tere jahān se mālik batā kidhar jāye
ko: tere jahān se mālik batā kidhar jāye
ra: tere huzūr meṅ rah kar bhī ṭhokreṅ khāyeṅ
ko: tere huzūr meṅ rah kar bhī ṭhokreṅ khāyeṅ
ra: tere huzūr meṅ rah kar bhī ṭhokreṅ khāyeṅ
ġharīb hī sahī
ko: ā
ġharīb hī sahī ākhir to ham tumhāre haiṅ

hameṅ bhī de do sahārā ke beshāre haiṅ
falaq kī god se ṭūṭe huye sitāre haiṅ
hameṅ bhī de do sahārā