ये दिन क्या आए लगे फूल हँसने
ये दिन क्या आए लगे फूल हँसने
देखो बसंती-बसंती होने लगे मेरे सपने
ये दिन क्या आए …
सोने जैसी हो रही है हर सुबह मेरी
लगे हर साँस अब गुलाल से भरी
चलने लगी महकी हुई पवन मगर झूम के
आँचल तेरा चूम के
ये दिन क्या आए …
कहाँ मेरा मन बावरा उड़ चला
जहाँ पर है गगन सलोना साँवला
जा के कहीं रख दे मन रंगों में घोल के
सपने ये अनमोल से
ये दिन क्या आए …
ye din kyā āe lage phūl hṇsne
dekho basaṅtī-basaṅtī hone lage mere sapne
ye din kyā āe …
sone jaisī ho rahī hai har subah merī
lage har sāṇs ab gulāl se bharī
chalne lagī mahkī huī pavan magar jhūm ke
āṇchal terā chūm ke
ye din kyā āe …
kahāṇ merā man bāvrā uṛ chalā
jahāṇ par hai gagan salonā sāṇvlā
jā ke kahīṅ rakh de man raṅgoṅ meṅ ghol ke
sapne ye anmol se
ye din kyā āe …