ये दिल है तेरा दीवाना तू मान जा जान-ए-जानां
जान-ए-जानां जान-ए-जानां जान-ए-जानां
ये दिल है तेरा दीवाना तू मान जा जान-ए-जानां
तेरा नज़रें चुराना मेरे होश उड़ाना हाय उसपे तेरा शरमाना
तू लगता है बेगाना तू लगता है बेगाना
मुझे मार गई तेरी प्यासी अदा
मैने कर दी तुझपे जान फ़िदा
करना न मुझे तू दिल से जुदा
सीने से लगा के रखना सदा
मेरे जीने का तू है बहाना
अब छोड़ के तू न जाना
तेरा नज़रें चुराना …
कोई तेरे सिवा मेरा और नहीं
मेरी जान मेरा तू कर ले यकीं
मेरे यार मुझे इन्कार नहीं
तेरा दिल है जहां मेरा दिल है वहीं
दिल प्यार का है नज़राना
मेरे यार तू लेते जाना
तेरा नज़रें चुराना …
jān-e-jānāṅ jān-e-jānāṅ jān-e-jānāṅ
ye dil hai terā dīvānā tū mān jā jān-e-jānāṅ
terā nazreṅ churānā mere hośh uṛānā hāy uspe terā śharmānā
tū lagtā hai begānā tū lagtā hai begānā
mujhe mār gaī terī pyāsī adā
maine kar dī tujhpe jān fidā
karnā na mujhe tū dil se judā
sīne se lagā ke rakhnā sadā
mere jīne kā tū hai bahānā
ab chhoṛ ke tū na jānā
terā nazreṅ churānā …
koī tere sivā merā aur nahīṅ
merī jān merā tū kar le yakīṅ
mere yār mujhe inkār nahīṅ
terā dil hai jahāṅ merā dil hai vahīṅ
dil pyār kā hai nazrānā
mere yār tū lete jānā
terā nazreṅ churānā …