ये दिल है मोहब्बत का प्यासा
इस दिल का तड़पना क्या कहिए
मायूस है हम मगरूर हो तुम
और तुमपे ही मिटना क्या कहिए
ये शौक हमे के उठा ले उन्हे
वो शर्म-ओ-हया के मारे हैं
ये हद से गुज़र जाना अपना
और उनका सिमटना क्या कहिए
किस सोच में हो कुछ होश नहीं
ये घबराहट भी कैसी है
बलखाके हम ही से हट जाना
फिर हमसे लिपटना क्या कहिए
आ जाओ हमारी बाहो में
हाय ये है कैसी मजबूरी
हम आपके हैं कोई गैर नही
अपनों से उलझना क्या कहिए
ये दिल है मोहब्बत का प्यासा
Year
Language
ye dil hai mohabbat kā pyāsā
is dil kā taṛapnā kyā kahie
māyūs hai ham magrūr ho tum
aur tumpe hī miṭnā kyā kahie
ye śhauk hame ke uṭhā le unhe
vo śharm-o-hayā ke māre haiṅ
ye had se guzar jānā apnā
aur unkā simaṭnā kyā kahie
kis soch meṅ ho kuchh hośh nahīṅ
ye ghabrāhaṭ bhī kaisī hai
balkhāke ham hī se haṭ jānā
phir hamse lipaṭnā kyā kahie
ā jāo hamārī bāho meṅ
hāy ye hai kaisī majbūrī
ham āpke haiṅ koī gair nahī
apnoṅ se ulajhnā kyā kahie