ये दिल दीवाना आशिक़ पुराना ... हो कोई हंगामा
ये दिल दीवाना आशिक़ पुराना यारों
ये आशिक़ाना मौसम सुहाना यारों
कौन हमेशा रहता है मचल के ये दिल कहता है
तड़प तड़प के यूं ही ना मर जाना
हो कोई हंगामा हंगामा हो जाए
ये दिल दीवाना …
तेरे जैसा मेरे जैसा कोई दूजा है कहां
दिल तो सारे देते हैं हमने दी तुझको ये जां
समझो मतलब हमारा रुत का है ये इशारा
प्यार हज़ारों करते हैं हम तो जीते मरते हैं
देख देख के तुमको बस ओ जाना
हो कोई हंगामा …
थोड़े से ये प्यार के दिन हैं थोड़ी सी हैं रातें
ऐसा ना हो दिल में ही रह जाएं दिल की बातें
आ ज़रा मिल के देखें फूलों सा खिल के देखें
दुनिया ने तो रोका है कदम कदम पे टोका है
प्रेम गली में धोखा है न जाना
हो कोई हंगामा …
ye dil dīvānā āśhiq purānā yāroṅ
ye āśhiqānā mausam suhānā yāroṅ
kaun hameśhā rahtā hai machal ke ye dil kahtā hai
taṛap taṛap ke yūṅ hī nā mar jānā
ho koī haṅgāmā haṅgāmā ho jāe
ye dil dīvānā …
tere jaisā mere jaisā koī dūjā hai kahāṅ
dil to sāre dete haiṅ hamne dī tujhko ye jāṅ
samjho matalab hamārā rut kā hai ye iśhārā
pyār hazāroṅ karte haiṅ ham to jīte marte haiṅ
dekh dekh ke tumko bas o jānā
ho koī haṅgāmā …
thoṛe se ye pyār ke din haiṅ thoṛī sī haiṅ rāteṅ
aisā nā ho dil meṅ hī rah jāeṅ dil kī bāteṅ
ā zarā mil ke dekheṅ phūloṅ sā khil ke dekheṅ
duniyā ne to rokā hai kadam kadam pe ṭokā hai
prem galī meṅ dhokhā hai na jānā
ho koī haṅgāmā …