ये चाहत ये बेताबी ... तेरा जादू चल गया
ये चाहत ये बेताबी नाक़ाम नहीं है
अब मेरे बिना उसको भी आराम नहीं है
सीने से ये दिल गया दिल गया सीने से ये दिल गया
तेरा जादू चल गया तेरा जादू चल गया
तू मुझको मिल गया
सीने से ये दिल …
तू मुझको मिल गया आ हा आ हा त र रे
हमको अपने हाथों की लकीरों में बसा लो
तुम भी नसीब अपना अब हमको बना लो
हम तुम जुदा हो जाएं आसान नहीं है
सीने से ये दिल …
अब तुम मेरी बाहों में निगाहों में रहोगे
तुम जान बनकर मेरी साँसों में रहोगे
इक तेरे सिवा होंठों पे कोई नाम नहीं है
सीने से ये दिल …
ye chāhat ye betābī nāqām nahīṅ hai
ab mere binā usko bhī ārām nahīṅ hai
sīne se ye dil gayā dil gayā sīne se ye dil gayā
terā jādū chal gayā terā jādū chal gayā
tū mujhko mil gayā
sīne se ye dil …
tū mujhko mil gayā ā hā ā hā ta ra re
hamko apne hāthoṅ kī lakīroṅ meṅ basā lo
tum bhī nasīb apnā ab hamko banā lo
ham tum judā ho jāeṅ āsān nahīṅ hai
sīne se ye dil …
ab tum merī bāhoṅ meṅ nigāhoṅ meṅ rahoge
tum jān bankar merī sāṇsoṅ meṅ rahoge
ik tere sivā hoṅṭhoṅ pe koī nām nahīṅ hai
sīne se ye dil …