Ye bahaaron kaa samaa, chaand taaron kaa samaa

ये बहारों का समा, चाँद तारों का समा
Work
Year
Language

ये बहारों का समा, चाँद तारों का समा
खो ना जाये आ भी जा, ये बहारों का समा …

ज़िन्दगानी दर्द बन जाये कहीं ऐसा ना हो
साँस आहें सर्द बन जाये कहीं ऐसा ना हो
दिल तड़प कर ना ???, सो ना जाये आ भी जा
ये बहारों का समा …

क्‌या हुआ क्‌यों इस तरह तूने निगाहें फेर लीं
मेरी राहों की तरफ़ से अपनी राहें फेर लीं
ज़िन्दगी का कारवां खो ना जाये आ भी जा
ये बहारों का समा …

ye bahāroṅ kā samā, chāṇd tāroṅ kā samā
kho nā jāye ā bhī jā, ye bahāroṅ kā samā …

zindgānī dard ban jāye kahīṅ aisā nā ho
sāṇs āheṅ sard ban jāye kahīṅ aisā nā ho
dil taṛap kar nā ???, so nā jāye ā bhī jā
ye bahāroṅ kā samā …

k‌yā huā k‌yoṅ is tarah tūne nigāheṅ pher līṅ
merī rāhoṅ kī taraf se apnī rāheṅ pher līṅ
zindgī kā kārvāṅ kho nā jāye ā bhī jā
ye bahāroṅ kā samā …