यहाँ रात किसी की रोते कटे या चैन से सोते
यहाँ रात किसी की रोते कटे या चैन से सोते-सोते कटे
तक़दीर में कैसी रात मेरी न सोते कटे न रोते कटे
यहाँ रात किसी की …
उल्फ़त में है मिटना रीत मेरी पिंजरे में तड़पती प्रीत मेरी
पनघट पे पहुँचकर प्यासा हूँ क्या हार मेरी क्या जीत मेरी
तक़दीर में कैसी …
दिल भरा-भरा प्यासे हैं नयन है पास मगर मुश्किल है मिलन
पंछी है अकेला सूना है चमन आँखों में नमीं है दिल में जलन
तक़दीर में कैसी …
yahāṇ rāt kisī kī rote kaṭe yā chain se sote-sote kaṭe
taqdīr meṅ kaisī rāt merī na sote kaṭe na rote kaṭe
yahāṇ rāt kisī kī …
ulfat meṅ hai miṭnā rīt merī piṅjre meṅ taṛaptī prīt merī
panghaṭ pe pahuṇchkar pyāsā hūṇ kyā hār merī kyā jīt merī
taqdīr meṅ kaisī …
dil bharā-bharā pyāse haiṅ nayan hai pās magar muśhkil hai milan
paṅchhī hai akelā sūnā hai chaman āṇkhoṅ meṅ namīṅ hai dil meṅ jalan
taqdīr meṅ kaisī …