Yahaan bandhu aate ko hai jaanaa

यहाँ बन्धु आते को है जाना
Work
Year
Language

यहाँ बन्धु आते को है जाना
कोई हो नहीं यहाँ किसी का ठिकाना
यहाँ बन्धु आते को …

बोले ये हे बन्धु तोसे
बहती नदी कहती यही
उठती घटा बहती हवा
गाती यही गाना
कोई हो नहीं यहाँ …

बोले ये हे बन्धु तोसे
जल की लहर कल हो कहाँ किसको ख़बर
बोले यही साँसों का तराना
कोई हो नहीं यहाँ …

yahāṇ bandhu āte ko hai jānā
koī ho nahīṅ yahāṇ kisī kā ṭhikānā
yahāṇ bandhu āte ko …

bole ye he bandhu tose
bahtī nadī kahtī yahī
uṭhtī ghaṭā bahtī havā
gātī yahī gānā
koī ho nahīṅ yahāṇ …

bole ye he bandhu tose
jal kī lahar kal ho kahāṇ kisko khabar
bole yahī sāṇsoṅ kā tarānā
koī ho nahīṅ yahāṇ …