यह दुनिया पतंग नित बदले यह रंग्
यह दुनिया पतंग नित बदले यह रंग
कोई जाने न उड़ाने वाला कौन है
सब अपनी उड़ाएं ये जान न पाएं
कब किसकी चढ़े किसकी कट जाए -2
है ये किसको पता कब बदले हवा
और डोर इधर से उधर हट जाए
हो वो डोर या कमान या ज़मीन-आसमान
कोई जाने न बनाने वाला कौन है
ये दुनिया पतंग …
उड़े अकड़-अकड़ धनवालों की पतंग
सदा देखा है गरीब से ही पेंच लड़े -2
है ग़ुरूर का हुज़ूर सर नीचा सदा
जो भी जितना उठाए उसे उतनी पड़े
किसका ग़ुमान भला करे इन्सान
जब जाने न बनाने वाला कौन है
ये दुनिया पतंग …
yah duniyā pataṅg nit badle yah raṅg
koī jāne na uṛāne vālā kaun hai
sab apnī uṛāeṅ ye jān na pāeṅ
kab kiskī chaṛhe kiskī kaṭ jāe -2
hai ye kisko patā kab badle havā
aur ḍor idhar se udhar haṭ jāe
ho vo ḍor yā kamān yā zamīn-āsmān
koī jāne na banāne vālā kaun hai
ye duniyā pataṅg …
uṛe akaṛ-akaṛ dhanvāloṅ kī pataṅg
sadā dekhā hai garīb se hī peṅch laṛe -2
hai ġhurūr kā huzūr sar nīchā sadā
jo bhī jitnā uṭhāe use utnī paṛe
kiskā ġhumān bhalā kare insān
jab jāne na banāne vālā kaun hai
ye duniyā pataṅg …