Yaaron na jaane mujhe k‌yaa ho gayaa ... ek larkee ne teraa dil le liyaa

यारों न जाने मुझे क्‌या हो गया ... एक लड़की ने तेरा दिल ले लिया
Work
Year
Language

Friends, are you ready for the music
यारों न जाने मुझे क्‌या हो गया
एक लड़की ने तेरा दिल ले लिया
लगे क्‌यों ना अब मेरा जिया
एक लड़की ने तेरा दिल ले लिया
नींद गई रे मेरा चैन गया
मैं प प प पागल हुआ
यारों न जाने मुझे …

सपनों में भी वो आए दिल धक धक धक धड़काए
मुझे सारी रात जगाए
तू गया काम से प्यारे
हर तरफ़ नज़र वो आए मुझे उसकी याद सताए
उसके बिन जिया न जाए
तू गया काम से प्यारे
मुझे प्रेम का रोग लगा
मैं प प प पागल हुआ
यारों न जाने मुझे …

उन होंठों के अंगारे उसके नैना कजरारे
करते हैं मुझे इशारे
तेरे बज गए बारह प्यारे
जब छुप जाएं चाँद सितारे जब सो जाएं सारे नज़ारे
चुपके से मुझे पुकारे
तेरे बज गए बारह प्यारे
मैं हूँ दीवाना नया नया
मैं प प प पागल हुआ
यारों न जाने मुझे …

Friends, are you ready for the music
yāroṅ na jāne mujhe k‌yā ho gayā
ek laṛkī ne terā dil le liyā
lage k‌yoṅ nā ab merā jiyā
ek laṛkī ne terā dil le liyā
nīṅd gaī re merā chain gayā
maiṅ pa pa pa pāgal huā
yāroṅ na jāne mujhe …

sapnoṅ meṅ bhī vo āe dil dhak dhak dhak dhaṛkāe
mujhe sārī rāt jagāe
tū gayā kām se pyāre
har taraf nazar vo āe mujhe uskī yād satāe
uske bin jiyā na jāe
tū gayā kām se pyāre
mujhe prem kā rog lagā
maiṅ pa pa pa pāgal huā
yāroṅ na jāne mujhe …

un hoṅṭhoṅ ke aṅgāre uske nainā kajrāre
karte haiṅ mujhe iśhāre
tere baj gae bārah pyāre
jab chhup jāeṅ chāṇd sitāre jab so jāeṅ sāre nazāre
chupke se mujhe pukāre
tere baj gae bārah pyāre
maiṅ hūṇ dīvānā nayā nayā
maiṅ pa pa pa pāgal huā
yāroṅ na jāne mujhe …