Yaaron main paagal ho gayaa ... main hoon aflaatoon

यारों मैं पागल हो गया ... मैं हूँ अफ़लातून्
Work
Year
Language

यारों मैं पागल हो गया हो गया
देखो मैं घायल हो गया हो गया
गली गली में तुझे ढूंढ रहा नाम पता तेरा पूछ रहा
किस number पे करूं telephone
दिल में तलाश तेरी चेहरे पे जुनून
अफ़ला अफ़ला अफ़लातून अफ़लातून मैं हूँ अफ़लातून

ऐसा लगता है वो कहीं पे छुपी हुई
मेरी किस्मत की गाड़ी कहीं पे रुकी हुई
वो मिल जाए तो आ जाए दिल को ज़रा सुकून
अफ़ला अफ़ला अफ़लातून …

मैं हूँ अफ़लातून ये है अफ़लातून

अपनी ज़ुल्फ़ों को मेरी ज़ंजीर बना दे
मेरी जान की परवाह न कर तीर चला दे
माफ़ किया जा तुझको क़ातिल मैने अपना खून
अफ़ला अफ़ला अफ़लातून …

गोरी हो या काली हो या कोई भी चलेगी
पर वो पैसे वाली हो कोई भी चलेगी
मुझको क्‌या वो साड़ी पहने या पहने पतलून
अफ़ला अफ़ला अफ़लातून …

yāroṅ maiṅ pāgal ho gayā ho gayā
dekho maiṅ ghāyal ho gayā ho gayā
galī galī meṅ tujhe ḍhūṅḍh rahā nām patā terā pūchh rahā
kis number pe karūṅ telephone
dil meṅ talāśh terī chehre pe junūn
aflā aflā aflātūn aflātūn maiṅ hūṇ aflātūn

aisā lagtā hai vo kahīṅ pe chhupī huī
merī kismat kī gāṛī kahīṅ pe rukī huī
vo mil jāe to ā jāe dil ko zarā sukūn
aflā aflā aflātūn …

maiṅ hūṇ aflātūn ye hai aflātūn

apnī zulfoṅ ko merī zaṅjīr banā de
merī jān kī parvāh na kar tīr chalā de
māf kiyā jā tujhko qātil maine apnā khūn
aflā aflā aflātūn …

gorī ho yā kālī ho yā koī bhī chalegī
par vo paise vālī ho koī bhī chalegī
mujhko k‌yā vo sāṛī pahne yā pahne patlūn
aflā aflā aflātūn …