यारों को जान है प्यारी ... मैं हूँ रूप की रानी
यारों को जान है प्यारी कौन करे मुझसे यारी
मैं हूँ शोला मैं चिंगारी
प्यार की बाज़ी मैं ना हारी
मुझसे हारे कितने जुआरी
जो ये पुकारे प्राण प्यारी
लूट के उसकी दुनिया सारी
बन जाऊं अन्जानी
मैं हूँ रूप की रानी
यारों को जान है …
मैं अप्सरा मैं हूँ परी मेरी अदा जादूगरी
जो दिलजले मुझको मिले
वो बेचारे फिरते मारे प्यार में अपना तन मन हारे
गिनते हैं वो रात में तारे उनसे कहूं मैं सुन ले प्यारे
इन कदमों में दिल रखना
ये मांगूं मैं निशानी
मैं हूँ रूप की रानी
यारों को जान है …
कोई न कोई तो आएगा जो मेरे दिल को भाएगा
कभी ना कभी कहीं ना कहीं
धीरे धीरे हौले हौले दिल मेरा ले लेगा
प्यार मुझे दे देगा
उसकी बनूंगी दीवानी
मैं हूँ रूप की रानी
यारों को जान है …
yāroṅ ko jān hai pyārī kaun kare mujhse yārī
maiṅ hūṇ śholā maiṅ chiṅgārī
pyār kī bāzī maiṅ nā hārī
mujhse hāre kitne juārī
jo ye pukāre prāṇ pyārī
lūṭ ke uskī duniyā sārī
ban jāūṅ anjānī
maiṅ hūṇ rūp kī rānī
yāroṅ ko jān hai …
maiṅ apsrā maiṅ hūṇ parī merī adā jādūgrī
jo dilajle mujhko mile
vo bechāre phirte māre pyār meṅ apnā tan man hāre
ginte haiṅ vo rāt meṅ tāre unse kahūṅ maiṅ sun le pyāre
in kadmoṅ meṅ dil rakhnā
ye māṅgūṅ maiṅ niśhānī
maiṅ hūṇ rūp kī rānī
yāroṅ ko jān hai …
koī na koī to āegā jo mere dil ko bhāegā
kabhī nā kabhī kahīṅ nā kahīṅ
dhīre dhīre haule haule dil merā le legā
pyār mujhe de degā
uskī banūṅgī dīvānī
maiṅ hūṇ rūp kī rānī
yāroṅ ko jān hai …