यारों का ये हाल है ... यार अपने घर जाओ
यारों का ये हाल है सुर है न ताल है
फिर भी ये नाचेंगे फिर भी ये गाएँगे
नाचेंगे गाएँगे हमको हराएँगे
इनका ख्याल है
यार अपने घर जाओ
कौन हम हैं न तुमने ये जाना
हमको देखा मगर ना पहचाना
दुनिया की शान हम हैं
आँधी तूफ़ान हम हैं
देखो न ऐसे तुम हमसे अकड़ो
रस्ता तुम अपने घर का पकड़ो
यार अपने घर …
फिर भी बिगड़ते हैं
फिर भी अकड़ते हैं
गा के झगड़ते हैं
नाच के लड़ते हैं
ये तो कमाल है
यार अपने घर …
कौन हम हैं समझ लो तुम प्यारे
दिन में तुमको दिखा दें हम तारे
सारी बातें तुमको सिखा दें
तुम जो न जानों तुम्हें बता दें
आसमां नीला है क्यूँ जानते हो
पानी ये गीला है क्यूँ जानते हो
ये ज़मीं गोल है क्यूँ जानते हो
ढोल में पोल है क्यूँ जानते हो
कुछ भी नहीं जानते हो अगर तुम
क्यूँ घर से बाहर फिरते हो गुमसुम
यार अपने घर …
मुन्ना अपने घर जाओ
अरे पप्पू अपने घर जाओ
yāroṅ kā ye hāl hai sur hai na tāl hai
phir bhī ye nācheṅge phir bhī ye gāeṇge
nācheṅge gāeṇge hamko harāeṇge
inkā khyāl hai
yār apne ghar jāo
kaun ham haiṅ na tumne ye jānā
hamko dekhā magar nā pahchānā
duniyā kī śhān ham haiṅ
āṇdhī tūfān ham haiṅ
dekho na aise tum hamse akaṛo
rastā tum apne ghar kā pakaṛo
yār apne ghar …
phir bhī bigaṛte haiṅ
phir bhī akaṛte haiṅ
gā ke jhagaṛte haiṅ
nāch ke laṛte haiṅ
ye to kamāl hai
yār apne ghar …
kaun ham haiṅ samajh lo tum pyāre
din meṅ tumko dikhā deṅ ham tāre
sārī bāteṅ tumko sikhā deṅ
tum jo na jānoṅ tumheṅ batā deṅ
āsmāṅ nīlā hai kyūṇ jānte ho
pānī ye gīlā hai kyūṇ jānte ho
ye zamīṅ gol hai kyūṇ jānte ho
ḍhol meṅ pol hai kyūṇ jānte ho
kuchh bhī nahīṅ jānte ho agar tum
kyūṇ ghar se bāhar phirte ho gumsum
yār apne ghar …
munnā apne ghar jāo
are pappū apne ghar jāo