यारों जो कल थे हम तुम वो कल ना हम रहेंगे
ता रा रा
यारों जो कल थे हम तुम वो कल ना हम रहेंगे
बदले है वक़्त पल पल बदले है रंग ज़माना
यारों जो कल थे …
ये नईं बहारें खिले खिले कंवल
प्यास ये जवां गीत ये गज़ल
इन पे बंदिशें न लगाइये
इनको चूमिये पास आइये
पास तो आइये
इनके बिना है सूना दुनिया का आशियाना
बदले है वक़्त …
रंग रंग के हैं फूल यहां
एक सी महक चाहें हो जहां
मंज़िल है एक क़ाफ़िले हज़ार
एक ही सुरूर एक ही खुमार
एक ही है खुमार
इस प्यार के महल में सबका है आना जाना
बदले है वक़्त …
अरे पंख हैं लगे इंसान में
घूमता है वो आसमान में
जो गई सदी वो तुम्हारी है
आ रही है जो वो हमारी है
वो हमारी ही है
आती हुई सुबह पर ना तानो आशियाना
बदले है वक़्त …
tā rā rā
yāroṅ jo kal the ham tum vo kal nā ham raheṅge
badle hai vaqt pal pal badle hai raṅg zamānā
yāroṅ jo kal the …
ye naīṅ bahāreṅ khile khile kaṅval
pyās ye javāṅ gīt ye gazal
in pe baṅdiśheṅ na lagāiye
inko chūmiye pās āiye
pās to āiye
inke binā hai sūnā duniyā kā āśhiyānā
badle hai vaqt …
raṅg raṅg ke haiṅ phūl yahāṅ
ek sī mahak chāheṅ ho jahāṅ
maṅzil hai ek qāfile hazār
ek hī surūr ek hī khumār
ek hī hai khumār
is pyār ke mahal meṅ sabkā hai ānā jānā
badle hai vaqt …
are paṅkh haiṅ lage iṅsān meṅ
ghūmtā hai vo āsmān meṅ
jo gaī sadī vo tumhārī hai
ā rahī hai jo vo hamārī hai
vo hamārī hī hai
ātī huī subah par nā tāno āśhiyānā
badle hai vaqt …