Yaaro sun lo zaraa haan apnaa ye kahnaa

यारो सुन लो ज़रा हाँ अपना ये कहना
Work
Year
Language

ऐ ऐ ऐ ऐ ऐ ऐ ऐ ऐ ऐ ऐ
यारो सुन लो ज़रा हाँ अपना ये कहना

जीना हो तो अपुन के जैसे ही जीना

गाड़ी बंगला नहीँ ना सही ना सही

bank balance नहीँ ना सही ना सही

TV video नहीँ ना सही ना सही

suiting shirting नहीँ ना सही ना सही

इनकी हमको क्‌यूँ हो फ़िकर जी लो जैसे मस्त कलंदर

यारो सुन लो ज़रा हाँ अपना भी कहना
जीना हो तो अपुन के जैसे ही जीना

गाड़ी बंग्ला अगर हो तो क्‌या बात है

bank balance से रंगीन दिन-रात हैं

TV video अगर है तो क्‌या है मज़ा

dressing racing से कुछ और ही ठाठ हैं

इनकि कर लो कुछ तो कदर यारो थोड़ा जाओ सुधर

हमको देखो हम हैँ यरा अपनी मरजी के राजा

दुनिया बोले तो मज़ा है ना कहो ख़ुद को राजा

नाम अपुन का मुन्ना भाई हम करें वो जो दिल में समाई

अरे धंदा किया ना किया क्‌या फ़िकर

कौन आया गया दुनिया में क्‌या ख़बर

इस दुनिया से तुम जो रहे बेख़बर कहीं दुनिया तुम्हें ना भुलाये

कल का क्‌या है किसने देखा हम तो आज में जीते हैं

जिन में हिम्मत है नहीं वो ऐसी बातें करते हैं

इसकी तो तुम बात ना करना हमको दादा सब कहते हैं

अरे शेरों के जैसा है अपना जिगर ऊँचा ही रहा है सदा अपना सर

सर से ज्यादा ऊँची रहे ये नज़र आस्माँ फिर तो सर को झुकाये
%(मय योउर एयेसिघ्त रेमैन हिघेर थन योउर हेअद, स्क्‌य इस अल्वय्स हिघ एनोउघ तो बे अबोवे योउर हेअद)

ai ai ai ai ai ai ai ai ai ai
yāro sun lo zarā hāṇ apnā ye kahnā

jīnā ho to apun ke jaise hī jīnā

gāṛī baṅglā nahīṇ nā sahī nā sahī

bank balance nahīṇ nā sahī nā sahī

TV video nahīṇ nā sahī nā sahī

suiting shirting nahīṇ nā sahī nā sahī

inkī hamko k‌yūṇ ho fikar jī lo jaise mast kalaṅdar

yāro sun lo zarā hāṇ apnā bhī kahnā
jīnā ho to apun ke jaise hī jīnā

gāṛī baṅglā agar ho to k‌yā bāt hai

bank balance se raṅgīn din-rāt haiṅ

TV video agar hai to k‌yā hai mazā

dressing racing se kuchh aur hī ṭhāṭh haiṅ

inki kar lo kuchh to kadar yāro thoṛā jāo sudhar

hamko dekho ham haiṇ yarā apnī marjī ke rājā

duniyā bole to mazā hai nā kaho khud ko rājā

nām apun kā munnā bhāī ham kareṅ vo jo dil meṅ samāī

are dhaṅdā kiyā nā kiyā k‌yā fikar

kaun āyā gayā duniyā meṅ k‌yā khabar

is duniyā se tum jo rahe bekhbar kahīṅ duniyā tumheṅ nā bhulāye

kal kā k‌yā hai kisne dekhā ham to āj meṅ jīte haiṅ

jin meṅ himmat hai nahīṅ vo aisī bāteṅ karte haiṅ

iskī to tum bāt nā karnā hamko dādā sab kahte haiṅ

are śheroṅ ke jaisā hai apnā jigar ūṇchā hī rahā hai sadā apnā sar

sar se jyādā ūṇchī rahe ye nazar āsmāṇ phir to sar ko jhukāye
%(may your eyesight remain higher than your head, sk‌ya is alvays high enough to be above your head)