Yaar teree bevafaaee kaa hamko zaraa saa gham naheen

यार तेरी बेवफ़ाई का हमको ज़रा सा ग़म नहीं
Year
Language

यार तेरी बेवफ़ाई का हमको ज़रा सा ग़म नहीं

यहाँ तेरे से हसीं तेरे से जवाँ कम नहीं

तू नहीं मिला कोई और मिल गया

दिल नहीं खिला पर दर्द खिल गया

और कुछ भी सोचते हैं हम नहीं

यार तेरी बेवफ़ाई का हमको ज़रा सा ग़म नहीं
यहाँ तेरे से हसीं तेरे से जवाँ कम नहीं
तू नहीं मिला कोई और मिल गया
दिल नहीं खिला पर दर्द खिल गया

तू है अंजान हम अंजान नहीं

ह ह ह ह ह -5

तुझको मुबारक हो ये नया-नया प्यार तेरा

इन से मिलो ये मेरे नये दिलदार

तुझको मुबारक हो ये नया-नया प्यार तेरा
इन से मिलो ये मेरे नये दिलदार

शिकवा करें न शिकायत करें

चलो हम अपनी-अपनी मोहब्बत करें

वो ही समाँ पर वो मौसम नहीं

अब वो तुम नहीं अब वो हम नहीं

यार तेरी बेवफ़ाई का हमको ज़रा सा ग़म नहीं
यहाँ तेरे से हसीं तेरे से जवाँ कम नहीं
तू नहीं मिला कोई और मिल गया
दिल नहीं खिला पर दर्द खिल गया

प्यार शोला ही है शबनम नहीं

हमने भी तोड़ दिया क़स्मों को वादों को

भूल गये हम भी तेरी सब यादों को

हमने भी तोड़ दिया क़स्मों को वादों को
भूल गये हम भी तेरी सब यादों को

तूने ये दिल ऐसे तोड़ दिया

लेकिन हमने भी हाथ तेरा छोड़ दिया

तू है उदास परेशान हम नहीं

तेरे जैसे अंजान नादान हम नहीं

यार तेरी बेवफ़ाई का हमको ज़रा सा ग़म नहीं
यहाँ तेरे से हसीं तेरे से जवाँ कम नहीं
तू नहीं मिला कोई और मिल गया
दिल नहीं खिला पर दर्द खिल गया
प्यार शोला ही है शबनम नहीं

yār terī bevafāī kā hamko zarā sā ġham nahīṅ

yahāṇ tere se hasīṅ tere se javāṇ kam nahīṅ

tū nahīṅ milā koī aur mil gayā

dil nahīṅ khilā par dard khil gayā

aur kuchh bhī sochte haiṅ ham nahīṅ

yār terī bevafāī kā hamko zarā sā ġham nahīṅ
yahāṇ tere se hasīṅ tere se javāṇ kam nahīṅ
tū nahīṅ milā koī aur mil gayā
dil nahīṅ khilā par dard khil gayā

tū hai aṅjān ham aṅjān nahīṅ

ha ha ha ha ha -5

tujhko mubārak ho ye nayā-nayā pyār terā

in se milo ye mere naye dildār

tujhko mubārak ho ye nayā-nayā pyār terā
in se milo ye mere naye dildār

śhikvā kareṅ na śhikāyat kareṅ

chalo ham apnī-apnī mohabbat kareṅ

vo hī samāṇ par vo mausam nahīṅ

ab vo tum nahīṅ ab vo ham nahīṅ

yār terī bevafāī kā hamko zarā sā ġham nahīṅ
yahāṇ tere se hasīṅ tere se javāṇ kam nahīṅ
tū nahīṅ milā koī aur mil gayā
dil nahīṅ khilā par dard khil gayā

pyār śholā hī hai śhabnam nahīṅ

hamne bhī toṛ diyā qasmoṅ ko vādoṅ ko

bhūl gaye ham bhī terī sab yādoṅ ko

hamne bhī toṛ diyā qasmoṅ ko vādoṅ ko
bhūl gaye ham bhī terī sab yādoṅ ko

tūne ye dil aise toṛ diyā

lekin hamne bhī hāth terā chhoṛ diyā

tū hai udās pareśhān ham nahīṅ

tere jaise aṅjān nādān ham nahīṅ

yār terī bevafāī kā hamko zarā sā ġham nahīṅ
yahāṇ tere se hasīṅ tere se javāṇ kam nahīṅ
tū nahīṅ milā koī aur mil gayā
dil nahīṅ khilā par dard khil gayā
pyār śholā hī hai śhabnam nahīṅ