यार हमारी बात सुनो ऐसा इक इन्सान चुनो
यार हमारी बात सुनो ऐसा इक इन्सान चुनो
जिसने पाप ना किया हो जो पापी ना हो -2
कोई है चालाक आदमी कोई सीधा-सादा -2
हममें से हर एक है पापी थोड़ा कोई ज़्यादा
हो कोई मान गया रे कोई रूठ गया
हो कोई पकड़ा गया कोई छूट गया
यार हमारी बात सुनो ऐसा इक बेईमान चुनो
हो जिसने पाप ना …
इस पापन को आज सज़ा देंगे मिलकर हम सारे -2
लेकिन जो पापी न हो वो पहला पत्थर मारे
हो पहले अपने मन साफ़ करो रे फिर औरों का इन्साफ़ करो
यार हमारी बात सुनो ऐसा इक नादान चुनो
हो जिसने पाप ना …
yār hamārī bāt suno aisā ik insān chuno
jisne pāp nā kiyā ho jo pāpī nā ho -2
koī hai chālāk ādmī koī sīdhā-sādā -2
hammeṅ se har ek hai pāpī thoṛā koī zyādā
ho koī mān gayā re koī rūṭh gayā
ho koī pakaṛā gayā koī chhūṭ gayā
yār hamārī bāt suno aisā ik beīmān chuno
ho jisne pāp nā …
is pāpan ko āj sazā deṅge milkar ham sāre -2
lekin jo pāpī na ho vo pahlā patthar māre
ho pahle apne man sāf karo re phir auroṅ kā insāf karo
yār hamārī bāt suno aisā ik nādān chuno
ho jisne pāp nā …