यार दिल से दिल मिला ले मुझको पलकों में सजा ले
यार दिल से दिल मिला ले मुझको पलकों में सजा ले
तुझसे मेरी दुनिया जवां तू मेरा दिल तू मेरी जां
बनके साथी बनके हमदम आ गले मुझको लगा ले
यार दिल से दिल मिला ले …
ये होंठ तेरे हैं सुर्ख कलियां
कंवल सी आँखें ज़ुल्फ़ है काली घटा सी है ना
ये तेरी बातें या शायरी हैं
सुलग उठी है सीने में मीठी अगन
तेरे बिना जीना नहीं तू है जहां मैं हूँ वहीं
ये मेरा दिल ये मेरी जां कर दी यार तेरे हवाले
यार दिल से दिल मिला ले …
इक आइना है तुम्हारा चेहरा
मैं इसमें देखूं अपनी ही सूरत है ना
मैं बन गई हूँ तुम्हारी धड़कन
जुदा न होना तुमको है मेरी कसम
कम ना कभी ये प्यार हो बस जीत हो ना हार हो
मैं हूँ खुश्बू आ मुझको तू अपनी साँसों में बसा ले
यार दिल से दिल मिला ले …
yār dil se dil milā le mujhko palkoṅ meṅ sajā le
tujhse merī duniyā javāṅ tū merā dil tū merī jāṅ
banke sāthī banke hamdam ā gale mujhko lagā le
yār dil se dil milā le …
ye hoṅṭh tere haiṅ surkh kaliyāṅ
kaṅval sī āṇkheṅ zulf hai kālī ghaṭā sī hai nā
ye terī bāteṅ yā śhāyrī haiṅ
sulag uṭhī hai sīne meṅ mīṭhī agan
tere binā jīnā nahīṅ tū hai jahāṅ maiṅ hūṇ vahīṅ
ye merā dil ye merī jāṅ kar dī yār tere havāle
yār dil se dil milā le …
ik āinā hai tumhārā chehrā
maiṅ ismeṅ dekhūṅ apnī hī sūrat hai nā
maiṅ ban gaī hūṇ tumhārī dhaṛkan
judā na honā tumko hai merī kasam
kam nā kabhī ye pyār ho bas jīt ho nā hār ho
maiṅ hūṇ khuśhbū ā mujhko tū apnī sāṇsoṅ meṅ basā le
yār dil se dil milā le …