Yaadon men vo sapnon men hai jaaen kahaan

यादों में वो सपनों में है जाएँ कहाँ
Work
Year
Language

यादों में वो सपनों में है जाएँ कहाँ
धड़कन का बंधन तो धड़कन से है
साँसों से हूँ कैसे जुदा
अपनों को दूँ मैं कैसे भुला
यादों में वो …

ये फूल ये कलियाँ सभी रोक रहीं राहें मेरी
ये मीत ये सखियाँ सभी ढूँढ रहीं निगाहें मेरी
हर मोड़ पर एक सपना खड़ा
जाना है मुश्किल मेरा
यादों में वो …

नैना मेरे अँसुअन भरे पूछ रहे चली है कहाँ
बहती नदी कहने लगी तेरा तो है ये ही जहाँ
हर मोड़ पर कोई अपना खड़ा
देखूँ मैं मुड़ के जहाँ
यादों में वो …

yādoṅ meṅ vo sapnoṅ meṅ hai jāeṇ kahāṇ
dhaṛkan kā baṅdhan to dhaṛkan se hai
sāṇsoṅ se hūṇ kaise judā
apnoṅ ko dūṇ maiṅ kaise bhulā
yādoṅ meṅ vo …

ye phūl ye kaliyāṇ sabhī rok rahīṅ rāheṅ merī
ye mīt ye sakhiyāṇ sabhī ḍhūṇḍh rahīṅ nigāheṅ merī
har moṛ par ek sapnā khaṛā
jānā hai muśhkil merā
yādoṅ meṅ vo …

nainā mere aṇsuan bhare pūchh rahe chalī hai kahāṇ
bahtī nadī kahne lagī terā to hai ye hī jahāṇ
har moṛ par koī apnā khaṛā
dekhūṇ maiṅ muṛ ke jahāṇ
yādoṅ meṅ vo …