यादों का सहारा ना होता हम छोड़ के दुनिया चल देते
ये दर्द जो प्यारा ना होता हम छोड़ के दुनिया चल देते
टूटा हुआ दिल टूटे अर्माँ तेरी है अमानत पास मेरे
ये दिल जो तुम्हारा ना होता हम छोड़ के दुनिया चल देते
शायद के तेरे काम आ जाये ये जान मेरी O जान-ए-जिगर
क़िस्मत का इशारा ना होता हम छोड़ के दुनिया चल देते
रुक जाये कहाँ ये किस को ख़बर दौरान-ए-सफ़र या मंज़िल पर
गर्दिश में सितारा ना होता हम छोड़ के दुनिया चल देते
yādoṅ kā sahārā nā hotā ham chhoṛ ke duniyā chal dete
ye dard jo pyārā nā hotā ham chhoṛ ke duniyā chal dete
ṭūṭā huā dil ṭūṭe armāṇ terī hai amānat pās mere
ye dil jo tumhārā nā hotā ham chhoṛ ke duniyā chal dete
śhāyad ke tere kām ā jāye ye jān merī O jān-e-jigar
qismat kā iśhārā nā hotā ham chhoṛ ke duniyā chal dete
ruk jāye kahāṇ ye kis ko khabar daurān-e-safar yā maṅzil par
gardiśh meṅ sitārā nā hotā ham chhoṛ ke duniyā chal dete