Yaad na jaaye, beete dinon kee

याद न जाये, बीते दिनों की
Year
Language

याद न जाए, बीते दिनों की
जाके न आये जो दिन, दिल क्‌यूँ बुलाए, उन्हें
दिल क्‌यों बुलाए
याद न जाये …

दिन जो पखेरू होते, पिंजरे में मैं रख देता - 2
पालता उनको जतन से
पालता उनको जतन से, मोती के दाने देता
सीने से रहता लगाए
याद न जाए …

तस्वीर उनकी छुपाके, रख दूँ जहाँ जी चाहे - 2
मन में बसी ये सूरत
मन में बसी ये सूरत, लेकिन मिटे न मिटाए
कहने को है वो पराए
याद न जाए …

yād na jāe, bīte dinoṅ kī
jāke na āye jo din, dil k‌yūṇ bulāe, unheṅ
dil k‌yoṅ bulāe
yād na jāye …

din jo pakherū hote, piṅjre meṅ maiṅ rakh detā - 2
pāltā unko jatan se
pāltā unko jatan se, motī ke dāne detā
sīne se rahtā lagāe
yād na jāe …

tasvīr unkī chhupāke, rakh dūṇ jahāṇ jī chāhe - 2
man meṅ basī ye sūrat
man meṅ basī ye sūrat, lekin miṭe na miṭāe
kahne ko hai vo parāe
yād na jāe …